Tere sang jo ek pal gujara na hota
To jeene ka kuch bhi sahara na hota
Dubne ke liye agar kashti na hoti
To sagar ka koi kinara na hota
Agar jeet jate wafa ki sabhi bazi
To bewafai ka koi aaj mara na hota
Puri jo ho khuishe sabhi ki
To khuda ko kisi ne pukara na hota
Yeh yaado ke tere jo pal sang na hote
To jeena tere bin gavara na hota
Agar na hui hoti humko mohhabat
0 Comments