Tere liye
Jo kiya maine tere liye bas tere liye kiyaPar phir bhi tune mujhe gam aur bas gam diya
Zindagi
Zindagi ka khel kuch samajh nahi aataPehle jaisa ab jeene ka maza nahi aata
Sanam
Jaldi aaja o…mere sanamtere didar ko tarse mere nayan
Jab tu
Jab tu tha mera baarishon se koyi rishta na thaTu gaya main baarishon se kuch aisa judd gaya
Juddai
Teri juddai is kadar aayiAb saari duniya lag rahi parayi
Le ja
Le ja tu apni woh saungateJo di thi tune zakhm ke bahaane
Teri aankhon
Teri aankhon ka sagar iss kadar haiHume kahin baha na le jaaye toh kehna
Bewafa
Ja bewafa tu aaj hi ja, jo tujhe kal karna haiWoh aaj abhi isi wakt kar ja
0 Comments