Inspirational Quote
kadmon mein jahan hota hai.
Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai har pehlu zindagi ka imtihan hota hai..
Darne walon ko kuchh milta nahi zindagi mein Aur ladne walon ke kadmon mein jahan hota hai
Jis taraf chal padey
Sar Jhukaogay to pathar bhi dewtaa ho jayega, Itna na chaho ussay, woh bewafa ho jayega.
Hum bhi dariya hain, humein apna hunar maloom hai,
Jis taraf chal padey raasta ho jayega.
Gussa peekar ke dikha denge
Toofan mein gam ke hum hanskar ke dikha denge,
Wo shamma hain paani mein bhee jalkar ke dikha denge,
Mohataaz nahi ulfat tere pyar ke jaamo par, Ta-umr tera gussa peekar ke dikha denge…
Hindi shayari on life
Surat badalni chahiye
Mehej hungama khada karna humara maqsuat nahin, Koshish itni hain ki surat badalni chahiye, Tere sine mein nahin toh mere sinhe mein sahi,
Jee hazaro ke liye
Ban sahara be-saharo ke liye, Ban kinara be-kinaro ke liye, Jo jeeye apne liye to kya jeeye, Jee sakke to jee hazaro ke liye…
Bas ek bar muskarake dekh
Gam na kar jindgi bahuat badi hai, Chahat ki maifil tere lia saji hai..
Bas ek bar muskarake dekh, Takdir khud tuze milane aha khadi hai.
Motivational shayari in hindi
Bahut Bada Kamaal Hota Hai
Nazar Nazar Me Samaana Kamaal Hota Hai, Nafas Nafas Me Bikharnaa Kamaal Hota
Bulandiyon Ko Pana To Kamaal Hai Hi, Par Bulandiyon Par Khade Rehna Ek Bahut Bada Kamaal Hota Hai…
har pal me kamyabi pa sako
Khwaish aisi karo ki asma pa sako, Dua aisi karo ki khuda pa sako, Yu to jeene ke liye pal bahut kam hai, Jiyo aise ki har pal me kamyabi pa sako…
pahechan banane ka jiger paida kar
Samudra ki tufan si leher paida kar , Himalay ki unchai si shikhar paida kar, Jahan ki bhid se
bahar aakar , Khud ki pahechan banane ka jiger paida kar.
0 Comments