Jo humara pyaar hai
Jo humara pyaar hai , Unhe kisi aur se pyaar hai ,, Bas haar gaye hum yah jaankar , Ki jisse unhe pyaar hai , Wo humara yaar hai …pyaar hai
Sapna ek lekin mushkile hazar hai, Tanhayi aur gum to mere bachpan ke yaar hai,Ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hai, kyunki is zindagi me hume sirf bewafao se pyaar hai..,
Daaman
Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga, hum rahe chahe kitna bhi door par dil tumhare paas hoga,khwab na aaye tujhe bewafaai karne ka, warna mera daaman mere aansuo se bhiga hoga,
Bewafai
Chaha tha humne jise use bhulaya na gaya, Zakhm dil ka logon se chhupaya na gaya,Bewafai ke baad bhi itna pyar karti hu ki, Bewafa ka ilzaam bhi us par lagaya na gaya...
Waqt
Waqt kee aandhee main tufan badal jatay hain, Zindagi ki raahon main INSAAN badal jatay hain,Badaltaa nai PYAAR kabhee, Per Pyaar karnay walay INSAAN badal jatay hain…
0 Comments